गुरुवार, 21 जून 2012

RAJVEER SINGH PATEL SAYRI

1"उसने हमारे ज़ख़्म का कुछ यूँ किया इलाज
मरहम भी लगाया तो खंज़र की नोक से" :)



2"सीढियाँ उन के लिए बनी हैं, जिन्हें सिर्फ छत पर जाना है,
आसमां पर हो जिनकी नज़र, उन्हें तो रास्ता खुद बनाना है"


3ज़िन्दगी में बहत कुछ सहना पड़ता है
कभी न चाहते भी चुप रहना पड़ता है !!


4 Pyar kya hota hai hum nahi jante,
Zindagi ko hum apna nahi mante,
Gum itne mile ke ehsaas nahi hota,
Koi humei pyar kare ab vishwas nahi hota…


5 इससे से पहले की मेरे दिल में, फिर से टीस उठे,
गर हो सके तो मेरे खुदा,मेरे गम को कम कर दे,

ये हकीक़त है,बहुत चाहती है वो मुझको,
गर हो सके तो, इस हकीक़त को अब भरम कर दे,

आजकल ज़िन्दगी की मै दुआए, मागने लगा हु बहुत,
गर हो सके तो,दुआयों का असर कम कर दे.



इक अजनबी को जैसे हम दे दिल नहीं सकते !
दामन की तरह ज़ख्म कभी सिल नहीं सकते !!

हाइल है मेरे दरमियाँ इक कांच की दीवार !
दीदार तो होते है मगर मिल नहीं सकते !!


Sitam nawaaz ne dhaaye hain wo sitam dilpar ,
mila na dard ka darma,n na koi charagar ,
ye kis muqaam pe laayi hai zindagi (mohsin),
ghuzar rahe hain shanaasa bhi ajnabi bankar !!


hazaaro'n baar teri berukhi uthaayenge
ki beech dariya ke bhi tishnagi uthaayenge
karenge dost jab bartaav ajnabi jaisa
khushi se hum bhi gume-zindagi uthaayenge ..



EK AJNABI SE BATO'N BATO'N ME PYAR HO GAYA
PATA BHI NA CHALA AUR USSE IKRAAR HO GAYA
MEHSUS KARTA HU'N DHADKANO'N ME MAIN USKI DHADKAN
AB TO USKE BINA JEENA HI DUSHWAR HO GAYA



ume Mazhab ke tarajoo me toulne wale,

YahaN Geeta bhi main hu Au quraan bhi main,

Kuchh Ajnabi bigadte haiN mahoul vatan ka,

Yahaan Hindu bhi main hu Au Musalmaan bhi main.



kal ek ajnabi se mulakat ho gayi
baaton hi baaton me dil ki baat ho gayi
khili-khili zindagi ki is dhoop me
achanak kahan se pyar ki barsaat ho gayi


Tujhe kya main tere bagair* raha
Chah rahi par chahat bagair raha
Na jaane tu ne kis kis ko chaha
Main to gair** tha, bas gair raha 




Ye Jameene jal rahi hai tisnagi ki tarah
Yaha kaun ji raha hai aadami ki tarah
Log kitna jaldi apna dil mila lete hai
Par hamesha hi milte hai ajnabi ki tarah



Jhonka Hava Ka Aaj Bhi Zulfein Udaata Hoga Na
Tera Dupatta Aaj Bhi Tere Sar Se Sarakta Hoga Na
Baalon Mein Tere Aaj Bhi Phool Koi Sajta Hoga Na
Dhandi Havaein Raaton Mein Tujhko Thapkiya Deti Hogi Na
Chaand Ki Thandak Khwaabon Mein Tujhko Leke To Jaati Hogi Na
Sooraj Ki Kirnen Subah Ko Teri Neendein Udaati Hogi Na
Mere Khayaalon Mein Sanam Khud Se Bhi Baatein Karti Hogi Na
Main Dekhta Hoon Chhup Chhupke Tumko Mehsoos Karti Hogi Na
Jhonka Hava Ka Aaj Bhi Zulfein Udaata Hoga Na
Kaagaz Pe Meri Tasveer Jaisi Kuchh To Banati Hogi Na
Ulat Palatke Dekh Ke Usko Jee Bhar Ke Hansti Hogi Na
Hanste Hanste Aankhein Tumhari Bhar Bhar Aati Hogi Na
Mujhko Dhaka Tha Dhoop Mein Jisse Vo Aanchal Bhigoti Hogi Na
Saawan Ki Rimjhim Mera Taraana Yaad Dilati Hogi Na
Ek Ek Meri Baatein Tumko Yaad To Aati Hogi Na
Yaad To Aati Hogi Na
Yaad To Aati Hogi Na
Kya Tum Mere In Sab Sawaalon Ka Kuchh To Jawaab Dogi Na




♥ ~ Be intehaan ~ ♥

Tujhe paane ki hasrat mai ro-ro k thak gaye hai hum......;

Ab koi de aisa dhoka k meri sans rook jaye...."

Or teri jaan chhoot jaye...."

;'( > ♥ ________;'(_____


al pal uska sath nibhate hum..
Ek ishare par duniyan chhod jate hum
samandar ke beech main pahunch kar fareb kiya usne..
Wo kahta to kinare par he doob jate hum....!!



Jis Shehar me barson rahi......na apna laga mujhko...
Kyun uska shehar...jaana pehchaana lagta hai mujhko...
Apno ki bheed me koi bhi......apna na laga mujhko....
Kyun achhanak vo 'Aznabee'..apna sa laga hai mujhko..



EK AJNABI SE BATO'N BATO'N ME PYAR HO GAYA
PATA BHI NA CHALA AUR USSE IKRAAR HO GAYA
MEHSUS KARTA HU'N DHADKANO'N ME MAIN USKI DHADKAN
AB TO USKE BINA JEENA HI DUSHWAR HO GAYA


sach ko sach batana badi bat hai .
siyasat ko aaina dikhana badi bat hai.
unke siyasi mahal hamare dam se roshan hain.
hamara aznabi ki tarah mar jana badi bat hai 




Hume Mazhab ke tarajoo me toulne wale,

YahaN Geeta bhi main hu Au quraan bhi main,

Kuchh Ajnabi bigadte haiN mahoul vatan ka,

Yahaan Hindu bhi main hu Au Musalmaan bhi main.





मल्लाह तेरी कश्ती के तलबगार बहोत है 
इस पार है कुछ लोग तो उस पार बहोत है 
हमने भी खोली है उस शहर में शीशे की दूकान 
जिस शहर में पत्थर के खरीददार बहोत है |






औरत है एक कतरा, औरत ही खुद नदी है
देखो तो जिस्म, सोचो तो कायनात-सी है।

संगम दिखाई देता है उसमें गम़-खुशी का
आँखों में है समन्दर, होठों पे इक हँसी है।

ताकत वो बख्श़ती है ताकत को तोड़ सकती
सीता है इस ज़मीं की, जन्नत की उर्वशी है।

आदम की एक पीढ़ी फिर खाक हो गई है
दुनिया में जब भी कोई औरत कहीं जली है।

मर्दों के हाथ औरत बाजार हो रही है
औरत का गम नहीं ये मर्दों की त्रासदी है।






Kaise guzarti hai har ek shaam meri tere bagair,
agar tu dekh le mujhe to kabhi tanha na chhode





Ek Mulakat Bhi Ban Jati Hai,,Jeene Ka Sabab
Yun To Be Maqsad Jiye Ja Rahey Hain Hum.






Dil To Kehta Hai K Chor Jaon Ye Dunia Hamesha K liye,,

Phir Khayal Aata Hai K Wo Nafrat Kis Se Kary Gi Meray Chalay Jany K Baad...!!!




Nigahe naj karti hai tumhare palke jhukane se

mere dil jhum uthta hai tumhre muskurne se





मैं तो झोंका हूँ हवा का उड़ा ले जाऊँगा
जागती रहना तुझे तुझसे चुरा ले जाऊँगा

हो के कदमों पे निछावर फूल ने बुत से कहा
ख़ाक में मिल के भी मैं खुश्बू बचा ले जाऊँगा

कौन सी शै मुझको पहुँचाएगी तेरे शहर तक
ये पता तो तब चलेगा जब पता ले जाऊँगा

कोशिशें मुझको मिटाने की भले हों कामयाब
मिटते-मिटते भी मैं मिटने का मजा ले जाऊँगा

शोहरतें जिनकी वजह से दोस्त दुश्मन हो गये
सब यह रह जायेंगी मैं साथ क्या ले जाऊँगा





Taqdeer Ka Suraj:

Hosley buland kar raaston par chal de,
Tujhe tera mukaam mil jayega,
Akela tu pehel kar,
Kaafila khud bann jayega,
Maysoos hokar na umeedon ka daman chhod,
Varna khuda naraz ho jayega,
Thokron se na tu ghabra,
Har padaav par apne aap ko aur mazboot payega,
Nakamyabi ki dhund se na ghabrana,
Kaamyabi ka suraj teri takdeer roshan kar jayega.




Zindagi Degi Hassne Ke Mauke Hazaar Tumhein

zindagi se na rakho kabhi koi shikayat tum
yeh hasne ke degi mauke hazaron tumhein
muqabla karo hasske pareshanion ka tum
agar musibat aaye koi jo zindagi mein tumhein
jo aisi soch rakhoge har baaar tum
safalta milegi hi aakhirkar tumhein
hansne ke mauke degi zindagi baar baar tumhein.



raah mein kaante ek do nahi hote
raah kaanton se bhari hoti hai
manzil us raah ke akhiri chor par khadi hoti hai
jahan har kadam par milti ek nayi chouti hai
dekh use jinke hounsle dagmagaate hain
ve manzil ko bhula kaanton mein ulajh jaate hain
jinki nigaah manzil par hoti hai
ve kaanton pe hi chalkar manzil ko paate hain.





Lehron se darr kar nauka paar nahi hoti,
Himmat karne vaalon ki haar nahi hoti,
Nanhi cheenti jab dana lekar chalti hai,
Chadti deewaron par se saw baar fisalti hai,
Mann ka vishwaas ragon mein sahas bharta hai,
Chadkar girna,girkar chadna naak ragardta hai,
Aakhir uski mehnat bekaar nahi hoti,
Koshish karne vaalon ki haar nahi hoti!

Dubkiyan samundar mein gotakhor lagata hai,
Ja-ja kar khaali haath laut aata hai,
Milte na sehej se moti paani mein,
Behta duguna utsah isi hairani mein,
Mutthi uski khaali har baar nahi hoti,
Himmat karne vaalon ki haar nahi hoti!

A-safalta ek chunauti hai swikaar karo,
Kya kami reh gayi dekho aur sudhaar karo,
Kuch kiye bina hi jai-jai kaar nahi hoti,
Himmat karne vaalon ki kabhi haar nahi hoti!!




Tera chehara kitna suhana lagata hai
tere aage chand purana lagata hai
tirache tirache tir nazar ke lagate hain
sidha sidha dil pe nishana lagata hai
aag ka kya hai pal do pal mein lagti hai
bujhate bujhate ek zamana lagata hai
sach to ye hai phul ka dil bhi chalani hai
hansata chehara ek bahana lagata hai




charag-e-ishq jalne ke rat aayi hai
kisi ko apana banane ke rat aayi hai

falak ka chadd bhi sharma ke munh chupayega
naqab rukh se uthane ke rat aayi hai

nigah-e-saqi se paiham chalak rahi hai sharab
pio ki pine-pilane ke rat aayi hai

wo aj aae hain mahafil mein chandani lekar
ki raushani mein nahane ke rat aayi hai



Pathar Samajh Kar Paon Se Thokr Laga Di
Afsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi Mujhe
Kya Umeedein Bandh Kar Aaya Tha Samne
Us Ne To Aankh Bhar Ke Dekha Nahi Mujhe

Zindagi ka sabse bura lamha wo hota hai,
Jab koi apna dil dukhaye aur tumse puche ki kya hua..
Aur tumhe muskurake kehna pade..kuch nahi yaar
Bas Aankhon Me Kachra Pad Gaya Tha...



Zindagi ka sabse bura lamha wo hota hai,
Jab koi apna dil dukhaye aur tumse puche ki kya hua..
Aur tumhe muskurake kehna pade..kuch nahi yaar
Bas Aankhon Me Kachra Pad Gaya Tha...





Usne Chaha To Chahto Ki Hado Se Badh Kar....
Kahti Thi Hath Na Chorna Toofano Se Dar Kar...

Fir Khud Hi Tod Diya Wo Talluq Jindagi Ke Ek Mod Par...
Aaj Maine Pucha To Kahti Hai Wo Lamha Tha Jo
Gujar Gaya Kinaro Ko Tod Kar........

Khud Hi Ro Pari Wo Jindagi Ke Ek Mod Par....
Or Kah Gai Kisi Aur Ke Ho Jao Mujhe Bhool Kar.....

Main Hasrat Se Dekhta Raha Use Apne Hatho Ko Jod Kar...
Or Wo Chal Padi Meri Wafao Ko Chor Kar....

Magar Main Karunga Intzaar Un Lamhaat Ko Tham Kar...
Kabhi To Hoga Use Bhi Ye Ehsaas Kisi Ne Chaha Tha Use
Duniya Ko Chor Kar......!!!!!!!






Fiza me mehakti shaam ho tum ,
Pyaar mein chalakta jaam ho tum ,
Seene mein chupaye firte hain hum yaad tumhari,
Meri Zindagi ka dusra naam ho tum..





Humne aaghosh ae Mohabbat se sikha hai ye sabaq,

Jinko rona nahi aata wo Mohabbat kar le..







Itna Qareeb Aao, Meri Rooh,Meri Saanson Mein Sama Jao,

Chhoo Kar Mere Labon Ko,Mera Wajood Tum Ban Jao,

Khushboo Phir Koi Duniya Ki,Khushboo Na Rahe Mere Sanam,

Meri Sanson Mein, Meri Rooh Mein,Tum Kuch Aise Sama Jaao,

Naam Apna, Mera In Hawaon Pe,Aise Likh Doon, Aaj Mere Sanam,

Apne Dil Ki Tadap, Mere Dil Ki,Pyaas, Aaj Aake Bujha Jao,

Sanam Tum Lot Kar Ik Baar,Paas Wapas Chale Aao,

Meri Tum Rooh Mein Sama Kar,Kabhi, Wapas Nahi Jao.





Kabhi sheher-e-tamana ne kabhi kisi ne phool paaye kya,
Yeh titlee soch kar kaanton per so jaye to acha hai,
Kayi din se mere ghar ke dar-o-deewar hain viraan,
Kisi ke wasl ki baarish jo ho jaye to acha hai,
Jahan par phool khilte they wahan ab khaak urrti hai,
Mere seeney pe jugnu beej bo jaye to acha hai,
Mein pathar ho gaya hoon gham se aesa reh nahin sakta,
Agar barish mera chehera bhigo jaye to acha hai,
Yeh maana hijrtain is gaaon se zaroori hain,
Meri basti mere andar samo’o jaye to acha hai,
Mein ab ke chahta hoon yeh ke is saawan jo barish ho,
Puraney mausmon ke rang dho jaye to acha hai,
Bhanwar se bheek mangey ga? Teri fitrat nahin "rajveer",
Tu kashti aap hi apni dabo’o jaye to acha hai




tujhe pehli baar jab dekha tha…
mere mann ne tere liye kya kya socha tha…
dil ki chaukhat per hui thi dastak…
aye humnawa tujhse ho gayi thi mohabbat…
phir na jane kaun si purwaiya aayi aur tujhe apne sang le gayi…
abhi bhi mai jinda hun tere tashveero ko dekh mai jeeta hun…
hashil hue na tum magar aye humnawa tujhe paane ki umeede liye sota hun….
ek din tujhe paake rahunga yahi soch mai jeeta hun………





ek gunaah ae Khuda main bhi karna chahta hun 
nahi mangni thi par main use maangna chahta hun 





meri hesiyat se jyada mujhse ummid na kar
garib bhawnao ko is kadar shahid na kar
tu kahe to ek aaina mai la du tumhare khatir
par dur baithe us chand ko paane ki jid na kar 




? Zindagi Jab Bhi
Tere Samne Haqiqat
Layegi, ? Tere Honton Par
Mera Naam Zaroor
Layegi. ? Aur Jab Bhi Chalega
Mahfil Mein Wafa Ka
Charcha, ? Us Din Meri Kahani
Tere Bohut Kaam
Aayegi.







? Mujhe Malom Hai Ki Wo Meri
Kabhi Bhi Nahi Ho Sakti,
Mujhe Bas Shauq Hai Us Ki Khatir
Zindagi Barbad Karne Ka. ?




Tu Kal Kii Tarah Mere SaTh Nahii
Toohh Kyaa...
MuhabbaT Toh Hum Terii Duriyoo
Se Bhii KarTe Haii... 






" WO JAZBAATO'N, KHAYALAATO'N KA NAZRO'N SE BAYAA'N HONA,
DAR-O-DEEWAR PAR USKI MOHABBAT KE NISHAA'N HONA,
ZAMANA TAIRTA HAI CHASHM-E-TAR MEI'N, YAAD AATA HAI,
WO MERA BEZUBAA'N HONA, WO TERA BADGUMAA'N HONA..."






Jiyo uske liye jo aapke jeene ka sahara ho..
Chaho use jo aapko jaan se bhi pyara ho..
Raah mein to milenge hajaro chahere lekin,
Sath uska do jisko bhid me dil ne pukara ho..





Mujy "Miti ka Ghar" bnanay ka shoq tha,
Usy "Aashianay Giranay" ka shoq tha,
main khud se "roöth jata höon" aksar is liye,
Mujhe roothay huey log "mnanay ka shoq" tha,
Usy "Wadoon ki paasdari" pasand na thi,
Lakin muje "Waady nibhany ka shoq" tha,
Main masroof tha "tanhayoon ki talash" mein,
Usy "logon se milne milaany ka shoq" tha,
Wo "bewafa" tha iss mein "heirat ki bat" kya hai,
Mujye bhi "bewafa logon" se "Dil laganay ka shoq" tha.






"tu hi humse be-rukhi barte hai zalim,
hum ab tumhe be-hisaab pyar karte haiN"




Jhonka Hava Ka Aaj Bhi Zulfein Udaata Hoga Na
Tera Dupatta Aaj Bhi Tere Sar Se Sarakta Hoga Na
Baalon Mein Tere Aaj Bhi Phool Koi Sajta Hoga Na
Dhandi Havaein Raaton Mein Tujhko Thapkiya Deti Hogi Na
Chaand Ki Thandak Khwaabon Mein Tujhko Leke To Jaati Hogi Na
Sooraj Ki Kirnen Subah Ko Teri Neendein Udaati Hogi Na
Mere Khayaalon Mein Sanam Khud Se Bhi Baatein Karti Hogi Na
Main Dekhta Hoon Chhup Chhupke Tumko Mehsoos Karti Hogi Na
Jhonka Hava Ka Aaj Bhi Zulfein Udaata Hoga Na
Kaagaz Pe Meri Tasveer Jaisi Kuchh To Banati Hogi Na
Ulat Palatke Dekh Ke Usko Jee Bhar Ke Hansti Hogi Na
Hanste Hanste Aankhein Tumhari Bhar Bhar Aati Hogi Na
Mujhko Dhaka Tha Dhoop Mein Jisse Vo Aanchal Bhigoti Hogi Na
Saawan Ki Rimjhim Mera Taraana Yaad Dilati Hogi Na
Ek Ek Meri Baatein Tumko Yaad To Aati Hogi Na
Yaad To Aati Hogi Na
Yaad To Aati Hogi Na
Kya Tum Mere In Sab Sawaalon Ka Kuchh To Jawaab Dogi Na





Mujhe Apne Badan Ki Khusbhu Se Masroor Kardo,
Mujhe Apni Nazuk Baahon Me Mehsoor Kardo,

Seene Se Laga K Saare Gham Door Kardo,
Main Tumse juda Na Ho Paayun Itna Majboor Kardo,

Surkh Honton Se Pilao Ya In Mast Ankhon Se,
Main Tere Jism Se Lipta Rahun Itna Choor Kardo,





Dawaaye zakhm jigar huN chhuri koyi huN maiN,

Laga ke dekh gale teri zindagi huN maiN;

Na jaa chhuda ke yuN daaman ko ajnabi ki tarah,

Sukoon e dil ki zamaanat huN dosti huN maiN.






Muskurake tum agar mila karte
Ham kabhi na khtam silsila karte
Shikayat tumhi se hai tumhi to apne ho
Tum ajnabi hote to Kyu gila karte.

"Kaise jiyenge tum bin, ye khayal to kiya hota,
jo dard saha humne vo kabhi tumne bhi saha hota
bas chal diye daaman chuda ke, begano ki tarah
kam se kam hass ke ek bar alvida to kaha hota."

"Gairon se wafa ki umeed kya karni,
yahan apno ne sitam dhayen hai,
woh pyar kar bhool gaye hai,
hum aaj bhi yaadon me basaye hai,
hum tanhai me har ik pal roye,
Mehfil me sada muskuraye hain,
Dil ko Samajte hai woh khiloney ki tarah,
Tabhi to pyar ki dukaan shareyaam sajaye hai."

"yakin har rishte ki buniyaad hota hain ,
tut jaaye agar to judna mushkil hota hain ,
kehna aasan hain humain yakin nahi hain tumpe,
lekin dard is cheez ka be-panah hota hain."






Bhale Hi Kisi Gair Ki Jageer Thi Wo,
per Mere Khwabo Ki Tasveer Thi Wo.
mujhe Milti To Wo Kaise Milti,
kisi Or K Hisse Ki Taqdeer Thi Wo.
Leke Bahon Mein Tujhe Honton Se Itna Choom Loon,
Fasle Sharam-o-Haya K Tum Bhi Door Kardo,

Meri Nas Nas Mein Bas Jaye JAAN Pyaar Tera,
Main Kissi Or Ko Na Dekhun Itna Maghroor Kardo….!!!!






°°° ? From hearT ? °°°

? Ek jhoot maine tumse kaha mujhey nafrat hai tumse ?

? ek jhoot tum bhi kah do humsey hume mohabbat hai tumse ?






? ? Tum haso'n to khushi mujhe hoti hai..
Tum rutho to aankhein meri roti hain..
Tum door jaao to bechaini mujhe hoti hai..
Mehsoos kar ke dekh lo mohabbat aesi hi hoti hai. ?








Bhale Hi Kisi Gair Ki Jageer Thi Wo,
per Mere Khwabo Ki Tasveer Thi Wo.
mujhe Milti To Wo Kaise Milti,
kisi Or K Hisse Ki Taqdeer Thi Wo.






Jab saari umeede ankhon se aansu ban ke beh jaati hai.
Uske baad zindgi bas naam bhar ki reh jaati hai. 
Phir gumo ki mehfile dastak deti hai baar baar
 aur khushia alvida keh jaati hai.






cheharon ke dhup aankhon ke geharai le gaya
aaina sare shahar ke binai le gaya
dube huye jahaz pe kya tabsara karen
ye hadasa to soch ke geharai le gaya
halanki bezuban tha lekin ajib tha
jo shakhs mujh se chin ke goyai le gaya
is waqt to main ghar se nikalne na paunga
bas ek kamiz thi jo mera bhai le gaya
jhute qaside likhe gaye us ke shan mein
jo motiyon se chin ke sachai le gaya
yadon ke ek bhid mere sath chod kar
kya jane wo kahan meri tanhai le gaya
ab asad tumhare liye kuch nahi raha
galiyon ke sare sang to saudai le gaya
ab to khud apani sansen bhi lagati hain bojh si
umron ka dev sari tavanai le gaya




Ishwar ka Sandesh:-
TUM SONE SE PAHLE SABKO MAAF KAR DIYA KARO,
TUMHARE JAGNE SE PAHLE MAI TUMHE MAAF KAR DUNGA.







Iss nacheez dil ki gustakhi toh dekho
Chala hai chand se ishq ka izhaar karne
Jiski roshni se roshan hai puri duniya
Usi ko chala hai pyaar ka roshni dene…






Tu Kiun Chup Gaya Baadlon Mai Apni Jhalak Dikhla K Mujhe,
Ae Chand
Teri Adaen B Mere Mehboob Jasi Hain ... !
(¯`*•.¸??¤,¸? wsim?¸,¤??¸.•*´¯)

goodnight







Dua hai Ki Kamyabi ke har sikhar pe aap ka naam hoga, 
aapke har kadam par duniya ka salam hoga, 
Himat se mushkilon ka samana karna hamari dua hai ki 
waqt bhi ek din aapka gulam hoga





Bebasi jurm hai.. hausla jurm hai 
zindagi teri ik-ik adaa jurm hai ,

ai sanam tere baare mein kuch sochkar 
apne baare mein kuch sochna jurm hai ,
... 
yaad rakhna tujhe mera ek jurm tha 
bhool jana tujhe doosra jurm hai .




Pyaar Karke Jatayein Ye Jaruri To Nahi,
Yaad Karke Koi Bataye Ye Jaruri To Nahi,
Rone Wala To Dil Me Hi Ro Leta Hai,
Aankh Me Aansoon Aayein Ye Jaruri To Nahi..





~~Mujhe jis se mohabbat hai.
Usse main paa nahi sakti~
usse paana bohat muskil.
Usse main kho nahi sakti.
Yeh kaisa jabr hai dil per
yeh kaisi meri majboori.
Meri aankhein hain nam nam si ££
magar main ro nahi sakti~
usse hai pyaar mujh se woh . 
Mujhe har roz kehta hai.
Mujhe tum se mohabbat hai~
usse main keh nahi sakti.
Kabhi milta nahi jo woh ~to~
chain aata nahi .
Mujh ko juddayi ka khayaal aaye to. 
Phir main so nahi sakti.
Tera israar ek din ek ho.
Jayenge hum dono mera.
Har baar keh dena ke... 
Main teri ho nahi sakti~~~



" मुझसे तू इन्तहा-ए-इश्क़ की बातें न कर,
तेरी ज़ुबान का हर लफ्ज़ मेरा वादा है....."




तुम्हारे नाम अपनी जिंदगानी इस तरह कर लें,
तेरी बाहों में शब गुजरे, पनाहों में सुबह कर लें.

नहीं बंधना हमें रस्मों-रिवाजों में, समाजों में,
खुले आकाश के पंछी बसेरा हर जगह कर लें.

इरादा, हौसला, ताक़त, मोहब्बत सब तुम्ही से है,
तू गर इक बार आ जाये तो दुनिया को फ़तेह कर लें.

दरो-दीवार पर फैली उदासी को मिटा दें हम,
हर इक शै में तबस्सुम हो, चलो ऐसी वजह कर लें.

अदावत तो है अपनी नफरतों के रहनुमाओं से,
जो दिल में दे जगह उससे भला न क्यूँ सुलह कर लें?

ख़ुदा की कद्र करता है मगर काफिर भी है "परिमल",
कभी आओ जो महफ़िल में, इबादत पर जिरह कर लें. 






"बड़ा शातिर है, खंज़र का निशाना ढूंढ लेता है,
किसी भी आशियाने में ठिकाना ढूंढ लेता है,
सियासत में वफ़ा हमको तो रत्ती भर नहीं मिलती,
वफ़ा में वो सियासत का बहाना ढूंढ लेता है."





दिले-नादां ये खता बार-बार करता है,
कैसे-कैसों पे भला ऐतबार करता है.

मेरे सीने में धड़कने लगा है दिल बन के,
वो कौन है जो मुझे बेकरार करता है?

काश कि उसके इरादों की थाह मिल जाती,
नज़र आता नहीं, क्यूँ छुप के वार करता है?

उँगलियाँ ठूंस लीं कानो में मेरे यारों ने,
खुद के साए को अपना राज़दार करता है.

मेरे सरताज़, मेरे जिस्मो-जान के मालिक,
क्यूँ मेरे दर्द से तू इतना प्यार करता है?

ग़म की रातों में सिसकता है कभी परिमल जो,
माँ के आँचल को याद बेशुमार करता है.








तुम जो बदले तो ज़माने को बदलते देखा,
भींगी पलकों पे समंदर को मचलते देखा.

जब भी दीदार ख्यालों ने किया है तेरा,
दौलते-हुस्न को अश'आर में ढलते देखा.

आसमां जैसे उतर आया शहर में तेरे,
रात कूचे में तेरे चाँद टहलते देखा.

ठोकरें खा के संभलते हैं, सुना करते थे,
ठोकरें खा के भी आशिक़ को फिसलते देखा.

बेवफा उसको कहें, गैर-मुनासिब होगा,
इश्क़ की आग में पत्थर भी उबलते देखा.

हम तो सदियों से मोहब्बत को जिया करते हैं,
वरना दुनिया को तिज़ारत पे ही पलते देखा.

गैर-मुमकिन नहीं कुछ दौरे-वफ़ा में 'परिमल',
फूल के जिस्म में काँटों को पिघलते देखा.





मेरे जज़बात से इस क़दर वाकिफ है मेरी कलम दोस्तो,
चोर लिखता हू़ तो कांग्रेस लिख जाता है 





धरती माता किसने रखी लाज तेरे सम्मान की
अलबेलों ने लिखी खड्ग से गाथाएँ बलिदान की
हाँ गाथाएँ बलिदान की

काबुल के तुफानो से जब जन मानस था थर्राया
गजनी की आंधी से जाकर महिर भोज था टकराया
देख उज्जन यहाँ चढी थी गुर्जरों की त्योंरियां
मतवालों की शमसिरों से निकली थी चिंगारियां
यहाँ कहानी गूंज रही चन्दन के समर प्रयाण की
अलबेलों ने लिखी खड्ग से गाथाएँ बलिदान की
आन बान हित कई बाँकुरे आजीवन थे यहाँ लड़े
यवन सैन्य के झंझावत से पर्वत बनकर यहीं अडे
क्षिप्रा झेलम बोल जरा क्यों लाल हुआ तेरा पानी
महाकाल से यहाँ जूझने दुर्गा की थी भृकुटी तनी
तेरी ही बेदी पर माता चिता जली अरमानों की
अलबेलों ने लिखी खड्ग से गाथाएँ बलिदान की
बगडावत सा सपूत पाकर धन्य हुई यह वसुंधरा
सरदार पटेल विजय पथिक की यह परम्परा
जिन्दा है तो देख जरा भारत के नक्से को
आरक्षण की रण भूमि में लगा शहीदों का मेला
आओ फिर से करें प्रतिष्ठा उस पावन प्रस्थ







जंग खाई तलवार से युद्ध नही लड़े जाते,
लंगडे घोड़े पे दाव नही लगाये जाते,
नेता तो लाखों होते है पर सभी राजेश पायलट नही होते ,
पूत तो होते है धरती पे सभी... पर सभी “गुर्जर” नही होते.




बड़ी मुश्किल से बना हूँ टूट जाने के बाद,
मैं आज भी रो देता हूँ मुस्कुराने के बाद 





बना गुलाब तो कांटे चुभा गया इक शख्स
हुआ चिराग तो घर ही जला गया इक शख्स

तमाम रंग मेरे और सारे ख्वाब मेरे
फ़साना कह के फ़साना बना गया इक शख्स

मैं किस हवा में उड़ू किस फ़ज़ा में लहराऊ
दुखों के जाल हर-सु बिछा गया इक शख्स

पलट सकूँ में न आगे बढ़ सकूँ जिस पर
मुझे ये कौन से रस्ते लगा गया इक शख्स

मुहब्बतें भी अजीब उसकी नफरतें भी कमाल
मेरी तरह का ही मुझ में समां गया इक शख्स

वो महताब था मरहम-बा-दस्त आया था
मगर कुछ और सिवा दिल दुखा गया इक शख्स

खुला ये राज़ के आइना-खाना है दुनिया
और इस में मुझ को तमाशा बना गया इक शख्स 







 अपनी आँखों के समुन्दर में उतर जाने दे 
तेरा मुजरिम हूँ, मुझे डूब के मर जाने दे

ऐ नए दोस्त, मैं समझूंगा तुझे भी अपना 
पहले माजी का, कोई ज़ख्म तो भर जाने दे 

आग दुनिया की लगाई हुई बुझ जाएगी 
कोई आंसू मेरे दामन पे बिखर जाने दे 

ज़ख्म कितने तेरी चाहत से मिले हैं मुझको 
सोचता हूँ की कहूँ तुझसे, मगर जाने दे 








भरी महफ़िल में तन्हाई का आलम ढूंढ़ लेता हूँ
जहाँ जाता हूँ अपने दिल का मौसम ढूंढ़ लेता हूँ 

अकेला खुद को जब ये महसूस करता हूँ किसी लम्हे 
किसी उम्मीद का चेहरा, कोई गम ढूंढ़ लेता हूँ 

बोहत हंसी नजर आती हैं जो ऑंखें सर-ए-महफ़िल
मैं इन आँखों के पीछे चस्म-ए-पूर्णम ढूंढ़ लेता हूँ

गले लग कर किसी के चाहता हूँ जब कभी रोना 
शिकस्ता कोई अपने जैसा हम दम ढूंढ़ लेता हूँ 

कलेंडर से नहीं मशरूत मेरे रात दिन "साजिद"
मैं जैसा चाहता हूँ वैसा मौसम ढूंढ़ लेता हूँ 





तुम को तो ये सावन की घटा कुछ नहीं कहती 
हम सोख्ता लोगो को ये क्या कुछ नहीं कहती

हो लाख कोई शोर मचाता हुआ मौसम 
दिल चुप हो तो बहार की फिजा कुछ नहीं कहती

क्यूँ रेत पे बैठे हो झुकाए हुए सर को 
के तुमको समंदर की हवा कुछ नहीं कहती

पूछा के शिकायत तो नहीं है उसे हमसे 
आहिस्ता से कासिद ने "कहा कुछ नहीं कहती"

पूछा के जुदाई का कोई हल भी निकला ?
कासिद ने दुबारा कहा"कुछ नहीं कहती"

ऐ नुक्ता-ए-दर्द! ये तो बताओ के सारे शब
क्या शमा फरोज़ा से हवा कुछ नहीं कहती 




कहाँ तक आँख रोएगी कहाँ तक किसका ग़म होगा 
मेरे जैसा यहाँ कोई न कोई रोज़ कम होगा 

तुझे पाने की कोशिश में कुछ इतना रो चुका हूँ मैं 
कि तू मिल भी अगर जाये तो अब मिलने का ग़म होगा 

समन्दर की ग़लतफ़हमी से कोई पूछ तो लेता ,
ज़मीं का हौसला क्या ऐसे तूफ़ानों से कम होगा 

मोहब्बत नापने का कोई पैमाना नहीं होता ,
कहीं तू बढ़ भी सकता है, कहीं तू मुझ से कम होगा





kehtey hain barey fakhar se hum gham nahi kartey.....mattam ki sadda suntey hain mattam nahi kartey.....woh log bhalla samjhain gay kya ramz e shahadat ......jo eid to kartey hain muharram nahi kartey.....kiyun aap ka dil jalta hai kiyun jalta hai seena.....hum aap k seenay pe to mattam nahi kartey.....mohsin yeh maqbool riwaeyat hai jahan main.....qatil kabhi maqtool ka mattam nahi kartey.



दिल तोडने वाले को सजा क्योँ नहीँ मिलती, हर किसी को प्यार करने की दुआँ क्योँ नहीँ मिलती । लोग कहते हैँ इश्क एक बिमारी हैँ, तो मेडिकल स्टोर पे इसकी दवा क्योँ नहीँ मिलती ॥ 






बड़ी मुश्किल से बना हूँ टूट जाने के बाद,
मैं आज भी रो देता हूँ मुस्कुराने के बाद 



""तलवार की नोक हमेशा इतिहास
लिखा करती है...
अनशन करने वालों के लिए सिर्फ किताब
लिखा करती है...""
_______ शहीद भगत सिंह





उड़ान वालो उड़ानों पे वक़्त भारी है
परों की अब के नहीं हौसलों की बारी है

मैं क़तरा हो के तूफानों से जंग लड़ता हूँ
मुझे बचाना समंदर की ज़िम्मेदारी है

कोई बताये ये उसके ग़ुरूर-ए-बेजा को
वो जंग हमने लड़ी ही नहीं जो हारी है

दुआ करो कि सलामत रहे मेरी हिम्मत
ये एक चराग़ कई आँधियों पे भारी है





कूक गया कानों में गुर्जरों का अपनापन है,
झूल गया सपनों में विराट जीत का आलिंगन है
नये हाथों से अपने वर्तमान का रूप संवारना है,
नये तुल्लिका से पुराने चित्रों का रंग उभारना है

वीरता मेरा गीत है,पवित्रता मेरा संगीत है,
मैंने कभी समझा नहीं क्या हार है,क्या जीत है
दोहराई गुर्जरों ने युद्ध कि नयी परिभाषा है,
जाग उठी तन-मन में फिर,जो सुप्त पड़ी अभिलाषा है



हमको पता ना था सूरज बचकानी भाषा बोलेगा,

जाने किस दिन गुर्जर मर्दानी भाषा बोलेगा.

अभी तलक तो आरक्षण कि माग को गूंगा-बहरा देखा है

गुर्जरों के चहरे पर आंसू को ठहरा देखा है

अभी तलक तो लगड़ो को सरकार से डरते देखा है,

अभी तलक तो कर्नल को नेताओ के घर पालिश करते देखा है,

अभी तलक तो खुद्दारी को गद्दारी का पानी भरते देखा है,

अभी तलक तो शेरो को कुत्तो मे घिर कर जान बचाते देखा है,

जाने किस दिन इस गुर्जर का पौरुष खौलेगा,

जाने किस दिन गुर्जर तूफानी भाषा बोलेगा

अभी तलक तो चोले ने चोली की भाषा बोली है

जाने किस दिन गुर्जर कौम का युवा वर्ग मर्दानी भाषा बोलेगा

अभी तलक मुस्कानों ने रोने की भाषा बोली है

अभी तलक तो वीरों ने अर्थी की भाषा बोली है

जिस दिन बाहें गुर्जरों की, सरकार को खीचेंगी

जिस दिन कोई गुर्जरी हत्यारण को पीटेगी,

जिस दिन समाज विषबेलो को तेज़ाबो से सींचेगी,

जिस दिन गुर्जर गद्दारों को सम




हसरतो का क्या है, ये कभी पूरी नहीं होती
फिर भी हसरतो को पालना फितरत है मेरी






कहते है की महोब्बत की राहों में संभल कर चलना चाहिए,
मगर उनको क्या कहे राजवीर, जो हवा में उड़ा करते है....






बारिश और मुहोब्बत दोनों ही बहोत यादगार होते है 
फर्क सिर्फ इतना है 
बारिश में जिस्म भीग जाता है और मुहोब्बत में आँखे ....





यूँ तो रोज़ आते हैं,...सेंकडों परिंदे मेरी मुडेर पर।
पर किसी के भी पंजों में,,,,,तेरी चिठ्ठी कहाँ होती है.





तेरी निगाह के जादू बिखरते जाते हैं 
जो ज़ख़्म दिल को मिलले वो भरते जाते हैं

तेरे बगैर वो दिन भी गुजर गए आखिर 
तेरे बगैर ये दिन भी गुजरते जाते हैं




क्यों हवेली के उजड़ने का मुझे अफ़सोस हो
सैकड़ों बेघर परिंदों के ठिकाने हो गए

ये भी मुमकिन है के उसने मुझको पहचाना न हो
अब उसे देखे हुए कितने ज़माने हो गए




पढ़ लिया है फातिहा अपनी ही मौत का
जाने कोई मेरी मज़ार पे आये न आये 





रुख हवाओं का भी देख ऐ आग जलाने वाले 
कोई चिंगारी न उड़ के तेरे घर तक पहुंचे 





कहते है की महोब्बत की राहों में संभल कर चलना चाहिए,
मगर उनको क्या कहे पंकज, जो हवा में उड़ा करते है....




हसरतो का क्या है, ये कभी पूरी नहीं होती
फिर भी हसरतो को पालना फितरत है मेरी









गुर्जर प्रतिहार पर "गुर्जर कौम" रचना ---------------------------
जुबां पे जब यहा गुर्जर कौम तेरा नाम आता है,
शहादत देनी हो तो होठो पे गुर्जर नाम आता है,
वो सत्तावन की यादे या मंजर मिहिर राजा का,
सदा जोश मे भरकर मिटजाना हमे याद आता है,
वो धार की बाते सदा होती थी तलवार की बाते,
जंगे मैदां मे छक्के छुडाना कौम के नाम आता है,
हुये भोज से बलशाली व दानी हर दौर मे देखो,
कुल मर्यादा के हित देव जी का गुणगान आता है,
कोई क्या दे पायेगा मिसाल पन्ना धाय के जैसी,
स्वामिभक्ति पे निज सुत बलि चढाना याद आता है,
क्या पूरा कर पाते सपन आज़ादी का तुम लोगो,
एकीकरण कर दिखाया वो लौह पुरुष याद आता है,
कश्मीर से दक्षिण तक गुर्जर तेरा बोलबाला है,
तौल कर देखा तो भारी तेरा स्वाभिमान आता है,
खुद ब्रह्मा ने चुना पावन हमारी गुर्जर कौम को,
जमाना टेकने मथा"गोविन्द"पुष्कर धाम आता है





RAJVEER SINGH PATEL